Meri gay hi ek byat ho gaya hi aur abhi fir se april last tak baccha de degi aur vo sir bahut hi dekhne me kam jor lagti hi chara bhi khati hi sahi se najdeeki docter ko dikhaya to vo bata rahe hi sahi hi gay apki lekin suppliment likhe the jo hum najdeek medikal store se la ke diye liquid bhi diya lekin abhi tak koi benefit nahi mila aur ha sir abhi vo baccha dene wali hi to uski dekhbhal kaise karen aur usko kya suplement aur ilaj diya jaye

Abhijeet Maurya 6 years पहले पूछा गया
1 Answers
Animall Doctor answered 6 years ago

सर फिलहाल तो आप उसकी केल्सियम चालू रखो तब तक नही बच्चा जन्म दे बाकी बाद में बता दूंगा जी